ज़रूरी था / Lyrics Of Zaroori Tha – Rahat Fateh Ali Khan

featured image

ज़रूरी था / Lyrics Of Zaroori Tha – Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha is a heart touching song from the album ‘ Back 2 Love’ sung by Rahat Fateh Ali Khan. The lyrics of zaroori tha are written by Khalil-Ur-Rehman Ali Khan and music is given by Sahir Ali Bagga. This song was released in 2014. Enjoy the lyrics of zaroori tha song. Song- Zaroori Tha Album- Back 2 Love Singer- Rahat Fateh Ali Khan Lyrics- Khalil-Ur-Rehman Qamar Music- Sahir Ali Bagga Year- 2014


Zaroori Tha Lyrics in Hindi

लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे ….तूने जब आख़िरी खत मेरा जलाया होगा ….तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे ….देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा ….

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था

ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था….

(संगीत )

बताओ याद है तुमको वो जब दिल को चुराया था चुराई चीज़ को तुमने ख़ुदा का घर बनाया था

वो जब कहते थे मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो मोहब्बत की नमाज़ों को कज़ा करने से डरते हो

मगर अब याद आता है वो बातें थी महज़ बातें कहीं बातों ही बातों में मुकरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था

(संगीत )

वही हैं सूरतें अपनी वही मैं हूँ, वही तुम हो मगर खोया हुआ हूँ मैं मगर तुम भी कहीं गुम हो

मोहब्बत में दग़ा की थी सो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं मिली हैं मंज़िलें फिर भी मुसाफिर थे मुसाफिर हैं

तेरे दिल के निकाले हम कहाँ भटके कहाँ पहुंचे मगर भटके तो याद आया भटकना भी ज़रूरी था

मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था

 

Zaruri Tha Lyrics in English Fonts

Lafz kitne hi tere pairon se lipte hongeTune jab aakhiri khat mera jalaya hogaTune jab phool kitabon se nikaale hongeDene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya kaUtarna bhi zaroori thaMohabbat bhi zaroori thiBichadna bhi zaroori tha

Zuroori tha ki hum dono Tawaaf-e-aarzoo karteMagar phir aarzu’on kaBikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya kaUtarna bhi zaroori tha

(Music)

Bataao yaad hai tumkoWoh jab dil ko churaya thaChuraai cheez ko tumneKhuda ka ghar banaya tha

Woh jab kehte the Mera naam tum tasbih mein padhte hoMohabbat ki Namaazo koQara karne se darte ho

Magar ab yaad aata haiWoh baatein thi mahaz baateinKahin baaton hi baaton meinMukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya kaUtarna bhi zaroori tha

(Music)

Wahi hai sooratein apniWahi main hoon, wahi tum hoMagar khoya hua hoon mainMagar tum bhi kahin gum ho

Mohabbat mein dagha ki thiSo kaafir the so kaafir hainMili hain manzilein phir bhiMusaafir the, musaafir hain

Tere dil ke nikaale humKahaan bhatke, kahaan pahuncheMagar bhatke toh yaad aayaBhatakna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thiBichhadna bhi zaroori thaZaroori tha ki hum dono Tawaaf-e-aarzoo karteMagar phir aarzu’on kaBikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya kaUtarna bhi zaroori tha

Lachit

I am Software Developer & Digital Marketer science 2006, I do shopping and blogging websites, and also do digital marketing for YouTubers and facebookers.

Post a Comment

Thanks for your interest.

Previous Post Next Post

Contact Form